keep share and rate Nad e Ali se Mushkilat Ka Hal.

Latest Version

Version
Update
Mar 7, 2024
Developer
Google Play ID
Installs
10,000+

App APKs

Nade Ali ناد علی APP

Nad e Ali Se Mushkilat Ka Rohani Hal | Karobar Ki Bandish

In this book, You can read Nad e Ali wazifa for Ziarat e Rasool Kareem (SAW), Bekhuwabi Ka Khatma, Halakat e Zalim Dushman, Jadu Ka Asar Zail Karna, Nazar e Bad Se Hifazat, Sehar se Nijaat, Kalay jado Ka Tord, Shehd ki Makhi K Dhang Ka ilaaj, Dushman ki Zuban Bandi, Qaid Se Rehai, Wasat e Rizq Ka Amal e Khas, Shareer Janwar ko Qabu Karna, Asaib ko Jalana, Naqsh e Nad e Ali k Faidey, Jismani Kamzori, Dilli Murad Pori Karney Ka Amal, Dawat e Nad e Ali Kabeer Ba Moukal, Namaz e Istekhara, Hasol e Taraqi o izzat.
Some other best books for you:

Mushkilat Ka Rohani Hal Amliyat app Free Download
Darood e Mahi Mushkilat Se Nijaat app Free Download
Mushkil Kusha, Ejaz e Qurani, Hal ul Mushkilat app Free…

Amliyat books app in Bengali and Arabic, Bengali or Misri Jado Ka Tord, Sifli jado or Rishty ki bandish Khatm karny ka Amal, Best and Powerful Tawez for Love Marriage Problems.

Es kitaab mein Nad e Ali k Faidey or Amliyat likhey gaye hain. Tamam amliyat or wazaif bohat taqatwar hain or bohat jald apna asar dekhaty hain. Ap es kitab ko app format mein download kar k free mein read kar sktey hain.

Nad-e-Ali Real History

Nad-e-Ali ka Tareekh Mein Wajood

Hazrat Rasool-e-Khuda Muhammad Mustafa SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam ne Janab Ameerul Momineen Yasoob ul Deen ‘Ali Ibn Abi Talib Alayhe Salat Was-Salam ko apni aulad ki tarah pala.

Nad-e-Ali ek esi dua hai jo sadiyon se aameleen ke maamulat mein shamil hai. Ye dua Imam Al Auliya-e-Hazrat Ali Radi ALLAHU Anhu se mansoob hai. Aur Nad-e-Ali ke fayde par beshumar tahreer dastiyab hai.

Jang-e-Uhud mein kuffaron ne janab-e-risalat aap SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam ke dandan-e-mubarak ko shaheed kiya. Aur Hazrat Hamzah bin Abdul Mutallib Alayhis Salam darja shahadat par faaiz ho gaye. Aur bahut se musalman maqtool wa majrooh hue.

Us waqt ALLAH Ta’ala ne Hazrat Jibraeel Alayhis Salam ke zariye Pyare Aqa Muhammad SallALLAHU ‘Alayhe Wasallam ki khidmat mein kehla bheja in kalmat shareef nad-e-ali ke zariye hazarat ‘Ali Alayhis Salam ko talab karein.

Hasb-e-Irshadd janab baari jab Aan Hazrat se jab apni zubaan mubarak par Nad-e-Ali jari farmaya. Bawajood doori musaafat (meelon) ke awaz mubarak Hazrat Shah Mardan Shere Yazdaan ke gosh (Kaan) mubarak tak pahunchi.

‘Ali Ibn Abi Talib ne labbaik ya Nabi ALLAH jawab me farmaya. Aur usi ghari rasta tay karke aapki khidmat ba barkat mein hazir hogye. Aan Hazarat ko maqtoolo mein khada hua mulahiza farmakar shah dalayat aur tija’at Ali Murtaza Alayhis Salam ne miyaan se zulfiqaar kheenchi aur kuffaro se muqabla karke ek ek ko qarara jawab diya. ye ahalat dekhkar kuffaron ki baqi jama’at farar kar gayi. Aur lashkar-e-Islam fatahyab hua. Aur bahut sa maal ghaneemat paya.

Benefits of Nad e Ali PDF Download Here
Wazaif & Dua of Nad e Ali Shareef for Various Purposes

Strong Dua Wazaif for Marriage, Love, Wishes, Desires, Difficulties, Jobs, Sustenance, Business, Financial problems, Husband & Wife Love, Pregnancy, Having a Child, Hajat, Most Effective & Strongest Dua’s (And when My servants ask thee concerning Me , I am indeed close (to them) : I respond to the dua (prayer) of every suppliant when they calleth on Me – Quran 2:186 )

Nade-Ali-Shareef-Benefits-Dua-Wazifa-Marriage-#yaALLAHpictures

(And when My servants ask thee concerning Me, I am indeed close (to them): I respond to the dua (prayer) of every suppliant when they calleth on Me – Quran 2:186 )
Love, Wishes, Desires, Difficulties, Husband & Wife Love, Pregnancy, Having a Child, Hajat, Most Effective & Strongest Dua’s

& many more..

“ALLAH teaches us good but how can we see if we make ourselves blind? At the end of all shall we know how small is our accept state, but for Allah Grace: Let us bow to his Will and His true guidance: Let us Praise Him and trust Him now and forever”. Read all the Duas/Wazaif with Heartily.

The Significance of Reciting Naad-e-Ali
Naad-e-Aliyyan Madh'haral Ajaaib.
Yaa Aliyyu, Yaa Aliyyu, Yaa Ali.
Read more

Advertisement